World's most popular social networking site facebook ! Jis par biliones of people activate rehte hai.Facebook par account banana aasan sa kaam hai.Jis vajah se ek-ek person ke 7-8 fake facebook accounts hote hai.Aap is post ko padhne aaye hai isliye aap facebook ke bekar accounts ko delete karna chahte hai ya phir facebook se aap bor ho chuke hai.Facebook account ko deactivate ya permanently delete kiya ja sakta hai.
Koi bhi action lene se pehle ham kya karne ja rahe hai woh samjhna bahut zaruri hota hai.Isliye sab se pehle ham janege ki facebook account deactivate karne se kya hota hai Fir facebook account ko delete karne se kya hota hai.And finaly jab aapko puri jankari mil jaye tab aap apne facebook account ko delete ya deactivate kar sakte hai.
Facebook account deactive kya hai or faceboook id deactivate karne se kya hota hai.Facebook account deactivate matlab ki aap facebook par kisi ko dikhayi nahi dege.Facebook search me,messages me kahi bhi aapki id show nahi hogi.Deactivate karne par koi aapko facebook par dekh nahi pata.Deactivate account ko fir se reactivate bhi kiya ja sakta hai.
Facebook Permanently Delete Kya Hai
Vaise toh title se hi samajh aa jata hai ki facebook account hamesha ke liye delete ho jayega jise kabhi open nahi kar sakte.Ek baar facebook account ko delete kar de toh fir usse kabhi reopen nahi kar sakte hai.Yeh option sirf un logo ke liye hai jo facebook ko hamesha ke liye delete karna chahte hai.
Facebook Account Deactivate Kaise Kare
Facebook account ko delete ya dactivate karne se pehle aap chahe toh apne facebook ke sabhi data ko download bhi kar sakte hai.And mere khyaal se agar facebook par aapka kuch important data hai toh usse delete karne se pehle ek baar download zarur kar lijiye.Facebook data ko download karne ke liye Yeh Post Padhe : Facebook All Data Download Kaise Kare !
STEP 1 : Deactivate Settings
Facebook par login kar lijiye.Login karne ke baad Settings ko open kare.
Settings me se Security par click kare.Security me click karne par aapko Deactivate Your Account ka option mil jayega.Vaha click kare.
Kuch logo ke account me General me Deactivate option hota hai.Isliye Agar Security me Deactivate show nahi ho raha toh General par click kare vaha mil jayega.
STEP 2 : Deactivate Your Account
Deactivate Account par click karte hi jaisa screenshot me bataya hai vaisa show hoga.Account deactivate karne ke liye kuch reasons show hoge usme se aap koi bhi ek reason par click kar lijiye.Or last button Deactivate par click kar dijiye.
Ab aapko ek confirmation box show hoga vaha Deactivate Now button par click kar dijiye.
Deactivate Now par click karte hi aap log out ho jayege.Or is tarah aapka facebook account deactivate ho chuka hai.Ab koi bhi banda aapko fb par dekh nahi sakta.Kyu ki aapki profile deactivate hai.Account ko jab tak deactivate rakhna hai tab tak facebook par login na kare.Jab aap login karege tab aapka facebook account Reactivate ho jayega.
Facebook Account (ID) Ko Permanently Delete Kaise Kare
Facebook permanently delete karne se aap Facebook account ko phir se kabhi use nahi Kar payenge.facebook account hamesa hamesa ke liye delete ho jayega. Phir bhi facebook aapko 14 days ka time deta hai Facebook account delete cancel karne ke liye. matlab Facebook account delete karne ke bad 14 days ke under aap us account ko delete hone se rok sakte ho. But 14 days ke bad permanently facebook account delete ho jayega. Facebook aapko account delete karne ka direct option nahi deta. Isliye jaisa ham bata rahe hai bilkul ussi tarah steps follow kare
STEP 1 : Delete Facebook Account
Sab se pehle apne facebook account me login kar lijiye.Login karne ke baad yaha di hui link par click kare - DELETE MY FACEBOOK ACCOUNT !
Ab aapke samne ek page show hoga.Vaha Delete My Account par click kare.
Ab AapkSab se pehle apne facebook account me login kar lijiye.Login karne ke baad yaha di hui link par click kare - DELETE MY FACEBOOK ACCOUNT !

Ab Aapko 2 box show hoge.1st box me apna fb password enter kare.And 2nd box me captha code enter kare.Last me OK button par click kare.
STEP 2 : Confirm Or Recover Your Account
Ab aapko ek pop-up message show hoga jisme likha hoga ki Aapka facebook account 14 dino ke baad permanently delete ho jayega.Agar facebook account delete request ko cancel karna chahte hai toh 14 dino ke andar kar sakte hai.Last me OK button par click kare.
So dosto is tarah aapka facebook account hamesha-hamesha ke liye delete ho jayega.Jise aap recover nahi kar sakte.
Post me kuch samajh na aaya ho ya phir koi step me dikkat aa rahi hai toh aap hame comment kar ke bata sakte hai.Or haa facebook account ko delete karne se pehle ek baar sochna zarur kyu ki fir se vapas nahi la sakte ! Milte hai apni next post mein tab tak Take Care !
...........................................................Thanks For Reading.....................................................

This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDelete